Thursday, 9 September 2010

Ramazan SMS 2


expr:addthis:title='data:post.title'
expr:addthis:url='data:post.url'>href='http://www.addthis.com/bookmark.php?
v=250&username=muhu88' class='addthis_button_compact'>Share

|












1






INVITATION:



Ramzan Mubbrak

You Are Invited On Iftaar Dinner

On 11th Roza (2nd Sunday)

At

Sarena Hotel

Karachi

.

.

.

.

.

.

.

K Paas Wali Masjid Mein










color="#6a98a5">Submitted By Muneer


2






Pariyon ne paristan say "PYAR" bheja he

Sitaron ne asman se "SALAM" bheja he

Mubark ho apko "RAMZAN"ki kushian

Ye pegham hum ne apko"ADVANCE" bheja hai..










color="#6a98a5">Submitted By Muneer


3






Tum EBADAT k Lamhon me Mera 1 kaam karna

Har SEHRI se phle

Har NAMAZ k bad

Har IFTAR se phle

Har ROZY k baad

Sirf Apni Dua k kuch alfaaz Mere naam karna....










color="#6a98a5">Submitted By Muneer


4






Labon ne muskurana chor diya hai,

Khuwabon ne palkon pe aana chor diya hai,



Nahi Khulti hai Aankh Ab tou 'Sehri' mein,

Shayad Aap ne Dhol bjana chor diya hai.










color="#6a98a5">Submitted By Muneer


5






Ay Maah-e-Ramadan Aahista Chal,

Abhi Khaasa Qarz Chukana Hai.

Kuch Khuwab Hein Jinko Likhna Hai,

Aur Tabeeron Ko Paana Hai.



Kuch Log Hein Ujray Dil Waly,

Unn Sub Mein Pyaar Basana Hai.

Aur Khizan Raseeda Aangan Mein,

Ab Aman Ka Beej Lagana Hai.



Kuch Toba Karni Baaqi Hai,

Aur Rab Ko Hum Ne Manana Hai.










color="#6a98a5">Submitted By Muneer


6






Salam

Ammi keh rahi hain aaj roza hamare 7 kholna

zaror ana

ate howe apne 7 bs thore se khajoor

2 kg tarboz

3 kg kharboza

5 kg aam

2 darjan kele

24 samose

500 ki chat

200 k pakore

2.5 littr pepsi

5 botal minral water lekar ajana lazmi

Agar koe chez na mile ya kam mile

to phone kar k bata dayna k ham nahe arahy:-










color="#6a98a5">Submitted By Muneer


7






Har Ghar Mein Do Dastak,

k khusi ka 1 or Mehman araha Hai,

Mubarak Ho apko bhi

k Mah-E-RAMZAN araha hai~.~










color="#6a98a5">Submitted By Muneer


8






'Al-Vida Mah-e-Ramazan'

Khalqat-e-Khuda Aaj Rone Ko Hai,

Mah-e-Ramazan Bhi Juda Hone Ko Hai...

:

Socho Zara Kya Paya Hum Ne?

Kiya Apne Rab Ko Manaya Hum Ne...?

:

Kya Jane Ab Naseeb Mein Ye Maah Ho Ya Na Ho,

Uski Rehmat Ka Kiya Haq Paya Hum Ne...?

:

Ab Hone Se Ashq Baar Kiya Faida,

Jab Baab-e-Rehmat Band Hone Ko Hai...










color="#6a98a5">Submitted By Muneer


9






Rukhsat-e-Ramazan Ka Dukh Aasman Bhi Na Seh Saka

...

Insan Tou Insan Aasman Ne Bhi Aansoo Baha Diye










color="#6a98a5">Submitted By Muneer


10






Ramazan K Dino Mein Ghar Se Is Liye Nahi Nikalta 'Dost'

.

.

.

.

.

Log Roza Na Tor Den Eid Ka Chaan Samajh Kar:-










color="#6a98a5">Submitted By Muneer










Pages:
1  
2  


No comments:

Post a Comment