Tuesday, 7 September 2010

Aqwal-e-Zareen SMS 10


expr:addthis:title='data:post.title'
expr:addthis:url='data:post.url'>href='http://www.addthis.com/bookmark.php?
v=250&username=muhu88' class='addthis_button_compact'>Share

|












1






Wo "LOG"Kisi K Nahi Hoty

Jo ......

"DOST" Or "RISHTEY" Ko

"LIBAAS" Ki Tarah Badalty Hen..!










color="#6a98a5">Submitted By Muneer


2






Har KISI k SATH Narm Rawaiyya Rakho,

Un Logo K Sath Bhi Jo Tumhare Sath BAD-MIZAAJ Hon,

Is Liye Nahi K WO Ache Nahi Hain, Bal'K Is Liye K TUM Ache ho










color="#6a98a5">Submitted By Muneer


3






Tum dost se aisa raviya apnao jesa k tum us k ghulam ho.!

Lekin khabardar!! Ye raviya us se rakho jo Is k laiq ho..!










color="#6a98a5">Submitted By Muneer


4






"Apni posheeda baton ki islah karo zahiri baton me khud islah ho jae gi "










color="#6a98a5">Submitted By Muneer


5






Hamesha samjhota karna seekho,

Kiyon k thora sa jhuk jana,,,

kisi rishte ko hamesha k liye tor dene se bohat behtar hai.










color="#6a98a5">Submitted By Muneer


6






1 Buzurg ka QOL hy:

"Sari Dunya k sare log tujhe apne faede k lye chahte hen..

Sirf 1 ALLAH hi hy jo tujhe tere faede k liye chahta hy". .










color="#6a98a5">Submitted By Muneer


7






Jis Ko Tum Chaho.Us Ko Kabhi Azmana Mat.

Q K Agar Wo Bewafa Bhi Nikla.To Dil Tumhara Hi Tute ga..










color="#6a98a5">Submitted By Muneer


8






In 4 chezon ki hiffazat kia karo.

Kabhi ruswai nahi hogi

1- Namaz main Dil ki.

2- Tanhai main Nafs ki.

3- Mehfil main Zuban ki.

4- Raste main Nigah ki.










color="#6a98a5">Submitted By Muneer


9






"2 batain" sari zindagi kam ayengi

1. Ghusay ki haalat mein koi faisla mat karna

2. Khushi ki haalat mein koi waada mat karna!










color="#6a98a5">Submitted By Muneer


10






"koi apna chahe jitna b bura ban jaye,

Kabhi us se rishta mat torna,

Q k Paani chahe jitna bhi ganda ho,,,

Aag bujhane k liye kafi hota hai










color="#6a98a5">Submitted By Muneer











Pages:

1  
2  
3  
4  
5  
6  
7  
8  
9  
10  



No comments:

Post a Comment