Thursday 16 September 2010

Shayari SMS 76


expr:addthis:title='data:post.title'
expr:addthis:url='data:post.url'>href='http://www.addthis.com/bookmark.php?
v=250&username=muhu88' class='addthis_button_compact'>Share

|














1





Pathar Ki Ye Dunya Jazbat Nahi Sumjti,

DIL me Kya hy wo Baat Nahi sumjti,



Tanha to Chand b hy Sitaro k Bech Magar,

Chand ka Dard Bewafa Raat Nahi smjhti









color="#6a98a5">Submitted By Muneer


2





Mosam Jitnay rothay thay sub lot aye,

Usay kaho ik umer hoi hai ab lot aye!



Main ne to us ko itni mohlat di thi Mohsin!

K Jab wo tanha reh Jye tab lot aye.









color="#6a98a5">Submitted By Muneer


3





. . .Log muntazir hi rahe k humain toot'ta dekhain. . .

. . .Hum zabt karte karte pathar k ho gaye. . .









color="#6a98a5">Submitted By Muneer


4





: Aasoo Aa Jate Hain Ankhon Me Rone Se Pehle

: Her Khwab Toot Jate Hain Sone Se Pehle



: Ishq Hai Gunah Ye To Samajh Gaye

: Kaash Koi Rok Leta Ye Gunah Hone Se Pehle









color="#6a98a5">Submitted By Muneer


5





Kamal Ka Shaks Tha Jis Ne Meri Zindagi Veeran Kar Di GHALIB. .

Raaz Ki Baat Tou Yeh Hai K Dil Us Se Khafa Ab Bhi Nahi. . .









color="#6a98a5">Submitted By Muneer


6





Mein ne to us raat say Ankhen Hi nehi Kholi ...faraz...

Jis raat us ne kaha tha subah hote hi bhool jana Mujhe.









color="#6a98a5">Submitted By Muneer


7





Us Ki ''MASOOMIAT'' Mein Itna assar Tha,''FARAZ''

Khareed Li Us ne aik Mulaqat main ZINDGI Meri..









color="#6a98a5">Submitted By Muneer


8





Wo milega to uski ankhoo se pochainge""Faraz"

Kis ko aabad kiya hai mujhe barbad kar k.









color="#6a98a5">Submitted By Muneer


9





Tabeebon se kya poochun Ilaaj-e-Dard-e-DiL Mohsin,

Marz Jab Zindgi khud ho To 'Dawa' kaisi 'Dua' kaisi









color="#6a98a5">Submitted By Muneer


10





Na jane kis darbaar ka chirag hon

Jis ka jee chahata hai jala ke chor jata hai.









color="#6a98a5">Submitted By Muneer








<<First
   

<Previous
   

71  
72  
73  
74  
75  
76  
77  
78  
79  
80    

Next>  




No comments:

Post a Comment