Thursday 27 November 2014

Log ishq Mai Kya Se Kya Huwe

Urdu ghazal 1

Log ishq mai kya se kya huwe
Mil gye kabhi, phir juda huwe
Bass khiza mili, is bahaar mai
Umer kat rahi, intezaar mai.

Friday 14 November 2014

Khoon Se Chiraag Deen ka Jalayaa Hussain (As) Ne

Urdu Poetry about Hazarat Imam Hussain (AS) Urdu Poetry Collection.

Poetry about imam husasin wallpaper

Khoon se chiraag deen ka jalayaa Hussain(As) ne,
Rasmey e Wafaa ko khoob nabayaa Hussain(As) ne,
Khood ko tu aik boond paani bi na mil sakaa,
Kerbalaa ko khoon palayaa hussain(as) ne,
Aisey namaaz khon parey gaa jahaan main,
Sajadaa kiya tu sar na uthayaa Hussain(As) ne.

Recommended For You :

Hy Nazaar Ka Noor aur Dil Ka

Nazaar Ka Noor Dil Ka Cheen Kehteey Hy

moharram wallpaper

Nazaar Ka Noor, Dil Ka Cheen Kehteey Hy,
Nabi (SAW) bi Apni Aabaadat Ka Zain Kehteey Hy,
Joo Apni Jaan Guwaa Dey Hafaazetey Haq Main,
Ussey Tu Dil ki Lugaat Main Hussain(As) Kehtey Hy.

Saturday 8 November 2014

Main Kaisey Sikwaa Karoo Wo Nadaan Hy Bohaat

sad heart touching poetry

Main Kaisey Sikwaa Karoo, Wo Nadaan Hy Bohaat
Udaas Ker ke Mujey Khud Bi Pershaan Rehtaa Hy


Thursday 6 November 2014

December Jab Bi Aataa Hy

urdu december poetry

December Jab Bi Aataa Hy Yahi Anjaam Hotaa Hy,
Kaabi Kanssi, Kaabi Nazaala Kaabi Zukaam Hotaa Hy.

Recommended For You :

Nahi Dekhaa Koi Khawaab Muhabaat Se


Sunday 2 November 2014