Thursday 16 September 2010

Shayari SMS 73


expr:addthis:title='data:post.title'
expr:addthis:url='data:post.url'>href='http://www.addthis.com/bookmark.php?
v=250&username=muhu88' class='addthis_button_compact'>Share

|














1





~Naaz Karne Ka Tujhe Haq Hai 'FARAZ'



~Hum Jese Log Muqaddar Walon Ko Milte Hain









color="#6a98a5">Submitted By Muneer


2





Kaash Main Aisi Ghazal Likhon Teri Yaad Mein

Tera Aks Numaya Ho Her Alfaaz Mein



Tere Liye Aisy Moti Sajaon Alfaazo Ki Surat Mein

Jis Ka Na Saani Ho Kisi Kitaab Mein









color="#6a98a5">Submitted By Muneer


3





"Likh Dena Ye Misra Meri Sang-E-Lehad Per Faraz"



"K Mout Achi Hai Magar Dil Ka Lagana Acha Nahi"









color="#6a98a5">Submitted By Muneer


4





Wo Jo Hasta Tha Haal-e-Dil Pe kabhi,

Ro Para Khud Ko Daikh Ker 'Tanha'



Neend Walo Ko Kia Khabar Mohsin

Kon Jaga Hay Raat Bhar 'Tanha'









color="#6a98a5">Submitted By Muneer


5





Her Roz K Milne Mein Takaluf Kaisa "Faraz"



Chaand So Baar Bhi Nikle To Naya Lagta Hai









color="#6a98a5">Submitted By Muneer


6





Kis Qadar Anjaan Hai Yeh Silsila-e-Ishq Bhi



Muhabat To Qaaim Rehti Hai, Magar Insaan Toot Jaty Hain









color="#6a98a5">Submitted By Muneer


7





Main Us K Badal Jaaney Ka Yaqeen Kese Kar Loon 'Faraz'



Suna Hai Phool Murjha Tou Jaatey Hein, Magar Rang Badla Nahi Karte









color="#6a98a5">Submitted By Muneer


8





Bara Armaan Tha Us K Piyar Ko Paane Ka

Shikwa Hai Sirf Us K Khamosh Reh Jaane ka



Dewangi Is Se Barh K Aur Kiya Hogi

Mujhe Ab Bhi Intizaar Hai Us K Laut Aane Ka









color="#6a98a5">Submitted By Muneer


9





Neendon Ki Baghawat Se Yeh Nuqsaan Huwa Hai



Ik Shakhs K Khuwabon Ko Tarasti Rahi Aankhein









color="#6a98a5">Submitted By Muneer


10





Nadaan Hai Kitna Wo Kuch Samajhta Hi Nahi



Seenay Se Laga K Pouchta Hai, K Dharkan Taiz Kyon Hai?









color="#6a98a5">Submitted By Muneer








<<First
   

<Previous
   

71  
72  
73  
74  
75  
76  
77  
78  
79  
80    

Next>  



No comments:

Post a Comment