Thursday 16 September 2010

Shayari SMS 74


expr:addthis:title='data:post.title'
expr:addthis:url='data:post.url'>href='http://www.addthis.com/bookmark.php?
v=250&username=muhu88' class='addthis_button_compact'>Share

|














1





Suna Hai Wo Dukh Mein Hota Hai Tou Mujhe Yaad Karta Hai

"Wasi"



Ab Main Us Liye Khushi Ki Dua Karon Ya Gham Ki









color="#6a98a5">Submitted By Muneer


2





"Hum Se Na Katt Sake Ga Andheron Ka Ye Safar"



"Ab Shaam Aa Rahi Hai Mera Haath Thaam Lo"









color="#6a98a5">Submitted By Muneer


3





Khizan Rakhy Gi Drakhton Ko Bay Sammar Kab Tak,

.

.

Guzer Hi Jaye Gi Ye Rut Bhi Hosla Rakhna









color="#6a98a5">Submitted By Muneer


4





Bhar Aayin Aankhen Jo Uska Naam Aaya

Ishq Naqaam Sahi Phir Bhi Bohat Kaam Aaya



Hum Ne Ishq Mein Aisi Bhi Guzari Hein Raatein

Jab Tak Aansoo Na Bahe Dil Ko Na Aaram Aaya









color="#6a98a5">Submitted By Muneer


5





Us Ne Apni Yaad Ki Aakhri Shama Bhi Bhuja Daali

"FARAZ"



Jis Ne Kaha Tha Hum Tum Mil Kar Muhabbat K Diye Jalain Gay









color="#6a98a5">Submitted By Muneer


6





Sirf Chehre Ki Udaasi Se Nikal Aaye Us K Aansoo Mere Liye



Dil ka Aalam Tou Abhi Us Ne Dekha Hi Nahi Tha









color="#6a98a5">Submitted By Muneer


7





Muddat Se Jin Ki Aas Thi Wo Miley Bhi Tau Kuch Youn Miley



Hum Nazar Utha Kar Tarap Uthay..

Wo Nazar Jhuka Kar Guzer Gaye









color="#6a98a5">Submitted By Muneer


8





Takhleeq-e-Kainaat Ki Ye Reet Bari Niraali Hai 'Faraz'



Jo Ho Na Sake Apna Muhabbat Bhi Ussi Se Hoti Hai









color="#6a98a5">Submitted By Muneer


9





Mujhe Tou Urtey Parindon Ne Bhi Ye Nasihat Ki Hai



Bohat Shaam Honey Par Apne Bhi Chor Jaatey Hain









color="#6a98a5">Submitted By Muneer


10





Har Baar Mere Zabt Ki Inteha Na Kia kar

Har Baar Door Reh kar Saza na Dia Kar



Mumkin Nahi Har Baar Ja K Laut Aaon Main

Har Baar Khud Se Mujh Ko Juda Na Kia Kar









color="#6a98a5">Submitted By Muneer








<<First
   

<Previous
   

71  
72  
73  
74  
75  
76  
77  
78  
79  
80    

Next>  



No comments:

Post a Comment