Sunday 9 March 2014

Best And Famous Ahmad Faraz Shayari Collection

Best And Famous Ahmad Faraz Shayari Collection

Haath Main Haath Un Ka Yun Aaya,
Zindagi Mere Haath Lag Gai Ho Jaise

Love Shayari

Dil se teri nigaah jigar tak utar gayi,
Dono ko aik nazar mein razamand kar gayi..

Bin mangay hi mil jati hain tabeerain kisi ko �Faraz�
Koi khali hath rah jata hain hazaroon duaoon ka baad


Kuch andhera b zaruri hai gham-e-yaar k sath,,,
ab diya koi na rakhe meri dewaar k sath,,,

No comments:

Post a Comment