Tuesday 7 May 2013

Kia se kia bana deta hai ye ishq.....

Jigar jala deta hai ye ishq.....
Ghum barha deta hai ye ishq....

Kabhi kabhi aisa bhi hota hai....
Pagal bana deta hai ye ishq....

Jis ne kiya wohi janta hai .....
Kia se kia bana deta hai ye ishq.....

No comments:

Post a Comment