Thursday 17 May 2012

Aansu-Bhari Shayari...



"Dil me dhadkan aur aankhon mein aansu tham jate hai,
 jab kabhi ham aap ke is ashiyane me aate hai...
thaam to lete hai adharo ki kapkapahat do ghadi...
par in aansuo ka kya kare jo pal bhar me bikhar jate hai...!!!

No comments:

Post a Comment