Friday 8 October 2010

Shayari SMS 94


expr:addthis:title='data:post.title'
expr:addthis:url='data:post.url'>href='http://www.addthis.com/bookmark.php?
v=250&username=muhu88' class='addthis_button_compact'>Share

|













1




Wo kehte hain MAJBOR hain hum,

Na chahte huwe bhi DOOR Hain hum,

Churali hum se unho ne hmari sari zindagi.

Phir bhi kehte hein BEQASOOR hein hum








color="#6a98a5">Submitted By Muneer


2




Sookhe honton pe hi hoti hain meethi baatain,

Pyas jab bhuj jaye to lehje badal jate hein...!








color="#6a98a5">Submitted By Muneer


3




Ek Bar Meri hasti Ko Pehchan Leta K0i,

Mery Seeny Men B DiL h Ye jan Leta K0i,

::

Kab Kaha HmNe k hmen Chaho,

BuS eK Bar Hamari wafa jan Leta K0i.








color="#6a98a5">Submitted By Muneer


4




Nahi Masroof Me�n Itna K Waha Ka Rasta Bhoolon,

Koi Jab Muntazir Hi Na Ho To Jana Achha Nahi Lagta..








color="#6a98a5">Submitted By Muneer


5




Sakoon ka Aik Lamha Bhi Nahi Muyassar Mujh ko Dosto,

Mohabat ko SuLata Hoon To Nafrat jag Uthti Hy...!!!








color="#6a98a5">Submitted By Muneer


6




Ajeeb Andehra Hai"SAAQI" Teri "MEHFIL" Me..!!

Kisi Ne "DIL" Bhi Jalaya To ROSHNI" Na Howi..!








color="#6a98a5">Submitted By Muneer


7




Usay tou kho dia hai ab najanay kis ko khona hai?

Lakeero'n main judai ki alamat ab bhi baqi hai . . .








color="#6a98a5">Submitted By Muneer


8




Meri ghazal mere masoom dil k jazbaat hain FARAZ

Seenay main pathar rakhne waley in ki ahmiyat kiya janayn








color="#6a98a5">Submitted By Muneer


9




Hum dil me basa lynge tum ao to sahi

Sari dunya se chhupa lyngetum ao to sahi

Sirf ye wada karo k kabi na bichro gy hum sy

Naaz sare uthain gay tum ao to sahi








color="#6a98a5">Submitted By Muneer


10




Kinaro pe sagar k Khazane nahi aate

Phir Jivan mein Dost purane nahi aate

Jee lo in Palon ko Hans kar

Phir lot kar Dosti k Zamane nahi aate








color="#6a98a5">Submitted By Muneer







<<First
   

<Previous
   

91  
92  
93  
94  
95  




No comments:

Post a Comment