Thursday 5 August 2010

Mother SMS

1






Ya RAB Meri MAA Ko Lazawal Rakhna,

Main Rahoon Na Rahoon Meri MAA Ka Khayal Rakhna



Meri Khushian Bhi Le Lay, Meri Saansen Bhi Le Lay

Magar Meri MAA K Gird Sada Khushion Ka Jaal Rakhna










color="#6a98a5">Submitted By Muneer


2






Seney se laga kar kaha karti thi maa mujh ko

Tu laal hai mera na sata mujh ko



Pachtaye ga ek din jab mein chali jaon gi

Na chahtay hoay bhi akaila chorh jaon gi



Zamana dikhaye ga garmi ki shiddat tujh ko

Yaad kar k roaye ga tu phir mujh ko



Muddaton se meri maa ne seney se nahi lagaya mujh ko

Ab so gai khaak mein jub kuch kehnay ka waqt aaya mujh ko



Please take care of your Mother










color="#6a98a5">Submitted By Muneer


3






"Ever Green Msg"





How time changes?



Kal jab hum choty thay aur koi hamari baat samajh nahi pata tha,



Tab sirf ek hasti thi, jo hamare toty photy alfaaz bhi samajh jati thi!



Aur aaj hum usi hasti ko yeh kehty hain k...



(Aap nahi janti)

(Aap nahi samajh payein gi)

(Aap ki baatein mujhe samajh nahi aatein)



Respect the honourable personality before the companionship ends.



'It's Tribute To Our Loving Mother'










color="#6a98a5">Submitted By Muneer


4






Sakht Raston Mein Bhi Aasan Safar Lagta Hay



Ye Mujhy MAA Ki Duaon Ka Asar Lagta Hay










color="#6a98a5">Submitted By Muneer


5






(MAA) k liye sub ko chor dena,

Lekin sub k liye (MAA) ko mat chorna



(MAA) roti hay to farishton ko bhi rona aata hay



So keep Good Care of UR (..Mom..)










color="#6a98a5">Submitted By Muneer


6






Hazrat Moosa (a.s)

Apni Maa ki wafaat k baad

ALLAH Pak se hum kalam hone

Koh-e-Noor ki taraf ja rahey thay

K raaste mein thokar lagi aur girne lagay...

to gaib se ALLAH Pak ki awaz aai

k ay Moosa(a.s) sanbhal k

ab tumhare peeche Duaa karne

wali tumhari Maa nahi hai.



Please Care 4 Ur Mother's

Ur life depends on Ur Mother's Prayer.










color="#6a98a5">Submitted By Muneer


7






*MAA*



Maa Ka Aanchal,

Dhoop Mein Baadal



Maa Ki Baahein,

Neend Ki Raahein



Maa Ka Daman,

Hansta Saawan



Maa Ka Ghussa,

Pyaar Ka Hissa



Maa Ki Maamta,

Jeevan Hansta



Maa Khud Kya Hai

Ek Dua Hai...



Kabhi Us Hasti Ka Dil Na Dukhana










color="#6a98a5">Submitted By Muneer


8






'Ye Dua Un Maaon K Liye Jo Hayat Hein'



Aey ALLAH!

Meri Ammi Ko Sehat Aur Tandrusti Atta Farma

Aur Unhain Hamesha Hamare Sir Pe Slamat Rakh

UnKi Duaaen Hamesha Hamaray Sir Par

Chadar Ki Tarah Rahen

(Ameen)










color="#6a98a5">Submitted By Muneer


9






On This Special Day,

I Wish Your Mother A Very Peacful Long Life

& Wish She Is Always There Beside You,

In Each & Every Moment Of Life.










color="#6a98a5">Submitted By Muneer


10






Ho gaye jawaan bchay, Borhi ho rahi hay maa

Be chiragh aankho mein khuwab bo rahi hay maa



Roti apne hise ki de k apne bchon ko

Sabar ki rida orhay bhooki so rahi hay maa



Saans ki mariza hay phir bhi thande pani se

Kitni sakht sardi mein kapre dho rahi hay maa



Ghair ki shikayat par phir kisi shararat par

Maar kar mujhe khud hi ro rahi hay maa










color="#6a98a5">Submitted By Muneer










Pages:
1  
2  


No comments:

Post a Comment