expr:addthis:title='data:post.title'
expr:addthis:url='data:post.url'>href='http://www.addthis.com/bookmark.php?
v=250&username=muhu88' class='addthis_button_compact'>Share
|
expr:addthis:url='data:post.url'>href='http://www.addthis.com/bookmark.php?
v=250&username=muhu88' class='addthis_button_compact'>Share
|
1
Main is Qadr Use Chahon K Khud Bikhar Jaon
Wo Shakhs Yaad Na Aye To Mar Jaon
Ye Mere Piyar Ki Shiddat Hy Ya Shikast-e-Anaa
K Apne aap se Milne B Us K Ghar jaon.
color="#6a98a5">Submitted By Muneer |
2
"Kaha� Say laaye� fuRSat hum gham e du�ya k l�ye saqi".... !"
J0 jaagen t0 w0 khayaal0� k mal�k j0 s0ye� t0 w0 khuwaab0 k mal�k..
color="#6a98a5">Submitted By Muneer |
3
Nazar me neend ki hasrat liye chup chap bethay hain "fA�Z"
Wo hum se door reh kr bhi hamein sonay nahi detay...
color="#6a98a5">Submitted By Muneer |
4
Wohi mehfooz rakhay ga Hmaray ghar ko balaaon say,.
Jo barish main shajar say ghonsla girnay nahi daita..,
color="#6a98a5">Submitted By Muneer |
5
Ek tamana thi jo ab hasrat ban gai
Kabhi dosti thi ab mohabat ban gai
Kuch is tarha shamil hue tum zindgi mein
K tujhko sochte rehna meri aadat ban gai..
color="#6a98a5">Submitted By Muneer |
6
Teri yaad mein pal pal marta hai koi,
Har sans k sath tuje yad karta hai koi,
Fursat mile tu tanhai me sochna,
Kitni khamosh mohabat tum se karta hai koi.
color="#6a98a5">Submitted By Muneer |
7
Ye Saans hamesha sath nahi deti
Guzra hua din biti hui raat nahi deti
Aao khushi k 2 bol shamil kar lein zindgi me
Warna maut kisi ko waqt-e mulaqat nai deti...
color="#6a98a5">Submitted By Muneer |
8
Be-simt Hawaon ko nahi roka karte,
Jo �eet gya usko nhi socha karte,
Suraj se kya pochte ho Tapish uski "WASI"
Dhoop jitni b ho Samundar nhi sookha karte.?
color="#6a98a5">Submitted By Muneer |
9
Kitni SUDHAR Gai hai JUDAI me zindagi
Wo shakhs JAFA kar k EHSAN kar Gaya
Main jis ko bat bat pe kehta tha Apni JAAN
Dekho wohi SHAKHS mujy BEJAAN kar gaya.
color="#6a98a5">Submitted By Muneer |
10
Wohi Ranjishen, Wohi Hasraten,
Na Hi Dard-e-Dil Mein Kami Hui.
..
Ajab Si Hai Meri Zindagi,
Na Guzer Saki, Na Khatam Hui:-
color="#6a98a5">Submitted By Muneer |
<<First
<Previous
91
92
93
94
95
No comments:
Post a Comment