Showing posts with label Religious Poetry. Show all posts
Showing posts with label Religious Poetry. Show all posts

Friday, 14 November 2014

Khoon Se Chiraag Deen ka Jalayaa Hussain (As) Ne

Urdu Poetry about Hazarat Imam Hussain (AS) Urdu Poetry Collection.

Poetry about imam husasin wallpaper

Khoon se chiraag deen ka jalayaa Hussain(As) ne,
Rasmey e Wafaa ko khoob nabayaa Hussain(As) ne,
Khood ko tu aik boond paani bi na mil sakaa,
Kerbalaa ko khoon palayaa hussain(as) ne,
Aisey namaaz khon parey gaa jahaan main,
Sajadaa kiya tu sar na uthayaa Hussain(As) ne.

Recommended For You :

Hy Nazaar Ka Noor aur Dil Ka

Nazaar Ka Noor Dil Ka Cheen Kehteey Hy

moharram wallpaper

Nazaar Ka Noor, Dil Ka Cheen Kehteey Hy,
Nabi (SAW) bi Apni Aabaadat Ka Zain Kehteey Hy,
Joo Apni Jaan Guwaa Dey Hafaazetey Haq Main,
Ussey Tu Dil ki Lugaat Main Hussain(As) Kehtey Hy.