Sunday, 9 March 2014

Best of Indian:Best And Famous Allama Iqbal Shayari Collection

Tumhara Weham

Yeh Tumhara Weham Hai K Tumhein Bhol Jaein Gey Dost 

Wo Tera Shehar Ka Pani Hai Jis Main Hussan Hai Wafa Nahi 


Allama Iqbal Poetry

Jin ke angan mein Ameeri ka shajar lagta hai,
Un ka her aaib bhi zamany ko hunar lagta hai�


Zahid sharab peene de masjid mein beth kar,
Yaa woh jagha bata jahan Khuda nahin..

(Mirza Ghalib)

Masjid khuda ka ghar hai, peeney ki jagha nahin,
Kaafir ke dil mein ja, Wahan khudaa nahin..

(Allama Iqbal)
Kaafir ke dil se aya hon mein yeh dekh kar,
Khuda maujood hai wahan, Par usey pata nahin..

(Ahmad Faraz)
Kis Qadar Mushkil Hai Yeh Zindagi Ka Safar
Khuda Ne Marna Haram Kiya Logon Ne Jena



No comments:

Post a Comment