expr:addthis:title='data:post.title'
expr:addthis:url='data:post.url'>href='http://www.addthis.com/bookmark.php?
v=250&username=muhu88' class='addthis_button_compact'>Share
|
expr:addthis:url='data:post.url'>href='http://www.addthis.com/bookmark.php?
v=250&username=muhu88' class='addthis_button_compact'>Share
|
"Kisi Ko Us Ki ZAAT Aur Purany Libbas Ki Wajah Se HAQEER Na Samjho",
Es Liey K Tera "RAB "Aur Uska "RAB"AiK Hi Hay
color="#6a98a5">Submitted By Muneer |
2
Agar ALLAH par bharosa karna Sekhna He
To Parindon Se Sekho,
K Jb Woh Shaam Ko Ghar Wapis Jate Hen
Tou Un Ki Chonch Men Kal K Lye Koi Dana Nahi Hota
color="#6a98a5">Submitted By Muneer |
3
Wo GHAM jiskay milnay par tumhara rujou ALLAH ki taraf ho jaye,
Uss KHUSHI say behtar hay jiss kay milnay par tum apnay MALIK ko bhool jao!
color="#6a98a5">Submitted By Muneer |
4
Tum apne ikhlaq Ko itna Buland Karo k Doosray Log Dekh Kar Kahain...
"Agar UMMAT aisi hai to in ka 'NABI' kesa Hoga!"
color="#6a98a5">Submitted By Muneer |
5
Us "Shakhs" Pr Jitna B Afsos Kia Jaye Kam Hy
Jo "AQL"Hony K Ba'wjood iStmaL Na Kry
"OR" iZZAT Hony K Ba'wjud Apni "iZZAT" Ka KhayaL Na Karay.
color="#6a98a5">Submitted By Muneer |
6
1~ Agr ghalat fehmiyan door na ki jaein,
To wo nafraton me tabdil ho jati hain.
2~ Jo shakhs tum se dosron k aib bayan krta hay,
Wo yaqeenan dosron se tumhari burai b bayan krta hay.
3~ PAANI bano jo apna rasta khud bnata hay,
PATHAR na bano jo dosron ka rasta rok leta hain
color="#6a98a5">Submitted By Muneer |
7
Jo dosti OR muhabat INSAN Ko Apny KHALIQ Sy Door Kar Dey
Us Sy Bacho Q K Us Sey Barh Kar Koi Dushman Nahi,,,
color="#6a98a5">Submitted By Muneer |
8
"Jab tumhein khushiyan milney lagein tou 3 cheezon ko kabhi na bhoolo.!
1- "ALLAH ko
2- "Uski makhlooq ko
3- "apni asliyat ko..
color="#6a98a5">Submitted By Muneer |
9
"Eatbar aur piyar do aisay Prinday hain...
K Agar in mein se aik urr jaey to,
doosra khud he urr jata hai"
color="#6a98a5">Submitted By Muneer |
10
Dunia me agr 6 chezen tumhare pas hon to tmhen kbi nuqsan na hoga
1.Achi Zuban,
2.Acha Dost,
3.Amant Dari,
4.Khush ikhlaqi,
5.Rizq'e Halal,
6.Maa ki Dua
color="#6a98a5">Submitted By Muneer |
Pages:
1
2
3
4
5
6
7
8
9
10
No comments:
Post a Comment